Mil bhi jaate hai to katra ke nikal jaate hain

Haay mausam ki tarah dost badal jaate hain
Hum abhi tak hai girftaar-e-muhabbat yaaron
Thokare kha ke suna tha ki sambhal jaate hain
Gamon Ko Aabru Apni Khushi Ko Gam Samjhte Hain
Jinhe Koi Nahin Samjha Unhein Bas Ham Samjhte Hain
Kashish Jinda Hai Apni Chahton Mein Jaan-E-Jaan Kyunki
Hamein Tum Kam Samjhti Ho, Tumhein Hum Kam Samjhte Hain
Nazar Mein Shokhiyan Lab Par Mohabbat Ka Fasaana Hai
Meri Ummeed Ki Zad Mein Abhi Saara Zamaana Hai
Kayi Jeete Hain Dil Ke Desh Par Maloom Hai Mujhko
Sikandar Hoon Mujhe Ik Roz Khaali Haath Jaana Hai

Comments
Post a Comment